Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain
Sochte kyu ho itna
by khayal
Hum sochte hai na
Kya wo humare bare mai sochta hoga
Hum bus yehi kashma kashme
Reh jate hai
Sochne sochne main
Waqt gujar jata hai yehi sochne mai
Tum socho hi mat
Wo kya sochte hai
Tum socho hi mat
Log kya sochte hai
Tab tum khul ke jee pahoge
Duniya ki bina chinta kiye
Khulke keh pahoge
Waiting for another poem from you and it's out now , I am happy , good one , keep going
ReplyDelete