Skip to main content

Phir bhi hum khash hain

  Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain

Phir bhi hum khash hain

 

Phir bhi hum khash hain

by khayal



Fasle hai

Kuch baatein hai
Thodi narazgi hai
Phir bhi hum khash hain



Mulakatein hain
Adhuri baatein hain
Thodi yaadein hain
Phir bhi hum khash hain




Waqt bhi hain
Tera sath nhi hain
Wo cutting chai bhi hain
Lakin tera sath nhi hain
Woh Barish bhi hain
Mere Sath mera chhata bhi hain
usme bhi tera sath nhi hain
Phir bhi hum khash hain




Juthe waadein hain
Juthe kashme hain
Juthi wo teri dosti bhi hai
Wo pal bhi yaad hain
Bina kahe tera jana bhi yaad hain
phir bhi hum khash hain
Phir bhi hum khash hain

Comments

Popular posts from this blog

Sochte kyu ho itna

Sochte kyu ho itna by khayal Hum sochte hai na Kya wo humare bare mai sochta hoga Hum bus yehi kashma kashme Reh jate hai Sochne sochne main Waqt gujar jata hai yehi sochne mai Tum socho hi mat Wo kya sochte hai Tum socho hi mat  Log kya sochte hai Tab tum khul ke jee pahoge Duniya ki bina chinta kiye Khulke keh pahoge

Top 10 - HeartTouching Hindi Shayari

Top-10 Heart Touching Hindi Shayari 1 - Kitaab                                                                2 - Ansuni Baatein 3 - Duri 4 - Baatein 5 - Khayal 6 - Zakham 7 - Yeh Kaisi Nainsaafi hain 8 - Waqt 9 - Adhuri Baatein 10 - Aksar Thank You Instagram id -  https://www.instagram.com/khayal_______/ -    

Best Hindi Shayari Ever

Best Hindi Shayari Ever By Khayal 1 -  Badal "Aaj ye badal bhi shant hai Yeh bhi waqt ane peh Garaj ta hain To tum kyu har roj Garaj te ho" 2 - Waqt "Aaj akela hu koi baat nhi Takleef ho rahi hain per koi baat hi Aas liye betha hu yeh waqt badlega Lakin ye waqt itna jaldi nhi badlega Koi baat nhi kabhi to badlega" 3 - Bahana "Wo to ek bahana hi tha Sach to ye hain Tujhe jana hi tha 4- Judaa "Kuch log huve hai humse judaa aaj Puchna sahi nhi samjha humne aaj" 5-  Galatfehmi "Mulakat  karni hai Baatein Suljani hai Galatfehmi main jee rahe hain hum Bus usse suljani hain" 6 - Dor Dosti Ki "Hum to bus Wo dor dosti ki tute na Usse bachate rahe Or wo usse hi tod ti rahi" 7 - Wajah "Wajah kuch or thi Baatein kuch or huyi Tum samjhe ne kabhi Yehi tum hari galti thi" 8 -  Badnaam "Tum to badam karke Chale gaye bus Wahi dag mita raha hu" By Khayal