Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain
Choti si to Zindagi hai
By Khayal
Kiski soch main hai tu
Kiski khoj main hai tu
Ab to bata de
Kasoor tha kiska
Choti si to Zindagi Hai
Kab tak galtiyaa suna te
Raho ge
Kab tak galatfehmi main
Raho ge
Kyu nhi baat kar lete ho
Gile sikhwe dur kar lete ho
Has ke raho yar
Choti si to Zindagi hai
Kab tak daba ke
Rakhoge Baatein
Kab tak chupa ke
Rakhoge Baatein
Ab to bata de
Kiski soch main hai tu
Kiski khoj main hai tu
Kasoor tha kiska
Choti si to Zindagi Hai
Kab tak galtiyaa suna te
Raho ge
Kab tak galatfehmi main
Raho ge
by khayal
Comments
Post a Comment