Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain
Aaj Mile The Naa
By khayal
Aaj mile the na hum
To kal kaise bhul gaye tum
Kya ye thode din ka hi tha dikhawa
Thoda waqt or to gujar te sath main
Shayad waqt kuch or hota
Tum duniya dari se bahar aate to
Muje samajh pate na
Tumne to muje kabhi samjha hi nhi
Or main bewakoof soch ta raha
tum hare jitna samajhdar koi nahi
Yeh galti ka asaas bohot der baad huva
Chalo koi baat nhi
Deri se huva jo huva acha huva
Wo kuch din ki hi kahaniya thi
Jo jaldi khatam hogyi
By khayal
niceeee
ReplyDelete