Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain
Best One Line Shayari
by khayal
1 - Khud ko samajh phale
Hum har bar sochte hai
hume koi nhi samajh ta
Jara soch
Kya tu khud ko samajh ta hai
2 - Fasle
Shayad hum mil to jayenge
wapas jarur kisi din
Fasle jarur agaye honge us same
3 - Dar
Tere na hine ka dar
Phale din se tha
Isliye tere jane ka dar nhi sataya
4 - Aadat
Aaj khush hu main
Tujhse dur hu main
Ab mat ana phir se
Badi muskhil se chuti hai ye aadat
5 - Tamasha
Maine to bus
Khamosh rheke
Khud hi ka tamasha bante dekha hai
6 - Samjhaya bohot
Samjhaya bohot
Kiya usne kuch or
Yaha apni sunta kon
Hum hai ki kon
Khubsurat ♥️
ReplyDeleteKhubsurat ♥️
ReplyDeleteAfter soo long .. keep writing keep posting .. good content ..
ReplyDelete