Phir bhi hum khash hain by khayal Fasle hai Kuch baatein hai Thodi narazgi hai Phir bhi hum khash hain Mulakatein hain Adhuri baatein hain Thodi yaadein hain Phir bhi hum khash hain Waqt bhi hain Tera sath nhi hain Wo cutting chai bhi hain Lakin tera sath nhi hain Woh Barish bhi hain Mere Sath mera chhata bhi hain usme bhi tera sath nhi hain Phir bhi hum khash hain Juthe waadein hain Juthe kashme hain Juthi wo teri dosti bhi hai Wo pal bhi yaad hain Bina kahe tera jana bhi yaad hain phir bhi hum khash hain Phir bhi hum khash hain
Sapna hi tha
by khayal
Aaj humne kuch baatein kiye
Bhale hi nindo main baatein kiye
Lakin aaj humne baatein jarur kiye
Khud hi ek dusre ko dekhe
Hase ja rahe the
Aakho se aasu beh rahe the
Muskurate huve aasu ko behne de rahe the
Phir gale lakke khud ko bhela rahe the
Uss same humne ek dusre ki
Galtiya nhi sunayi
Bus hum uss pal ko jee rahe the
Baki baatein bhula ke
Khul ke jee rahe the
Ek dusre ke aasu saaf karke
Ek kinare pe jaa beth gaye
Haatho mai chai liye
Gile sikhwe dur kar rahe the
Kaash ye hakikat hoti
To baat alag hi hoti
Lakin yeto ek sirf sapna tha
Jisse salo hogye baat nhi kiye
Aaj ye sapne ne pura kar diya
Log khete hai na sapne pure hote hai
Dekhte hai ye sapna pura hota hai ki nhi
Comments
Post a Comment